हज़रत मूसा A.S.ने मौत के फरिश्ते थप्पड़ क्यों मारा जानाये पूरा वाक्य in

 हज़रत मूसा A.S.  ने मौत के फरिश्ते थप्पड़ क्यों मारा जानाये पूरा वाक्य in hindi



Aaj ham aapse ek bahut hi khoobsurat vakya pesh karne ka rahe hai 


आज हम आपसे एक बहुत ही खूबसूरत वाक्य पेश करने जा रहें है


Allah pak ne jab hazrate sayadna mosa A.S.ko maut ka irada farmaya 

Allah tabarak b taala ne farishte ko bheja malak ul

Maut ko bheja jao or moosa ki rooh qavz karo kyuki nabiyo ko b maut ati hai ek lamhe ke liye aati hai fir bo hamesha ke liye

Zinda kadri jati hai



Ambiya ko be azal nhi hai magar aisi ke vafat  aani hai fir vahi maut ke bad maut ki hayat misle shabik hi jismani hai lekin

Nabiyo jo maut aati Hai to

Maut ka farishta unko unki Vargas mai nazar ata

Hai


Hazrat moosa A.S.ke pass

Maut ka farishta janabe Izraile A.S.aye chaliye bole

Kaha chale kaha ke mai maut ka farishta hu achha

Tu mujhe marne aaya hai or zordar ek tamacha us farishte ko laga diya allah

Ke paigambar 


Dekho allah valo shan kya hai 

Tamacha jab izraile ki gal mai laga to izraile ki ek ankh nikal gai 


Hath mai ankh leke pahunche allah tune to mujhe aise ke pass bheja jo

Marna hi nhi chahta to allah ki rahmat ne bola or muskurate or irshad farmate ke izraile tune kya kaha the 


Maine kaha ki chaliye to naraz ho gaye or mujhe mardiya allah ne ankh achhi ki or kaha ab jana to adab se jana  


Janabe moosa A.S.ke pass bo aaye or badhe adab se bail lekar aye kaha moosa is bail par hath rakhiye or kaha ki is bail ke jitne bal aapke hath ke neeche aayenge utne sal aapki umar ki badha diye jayenge allah ke kaleem A.S.ne kaha fir kya hoga kaha fir vahi hoga jo allah

Chahega to uski chahat kya hai to kaha fir chalna hi hoga kal jana hai to aaj kyu nhi aaj hi chalte hai 


Lekin allah se kahe ki thodi si muhlat de allah muhlat nhi deta jab kisi ki maut ka vaqt aata hai to allah muhlat nhi deta ye ambiya ke shan hai vo arz karte hai thodi si muhlat de mai apne beto se mile jo sabse chhota beta the hazrat moosa A.S.ka usko gale laga kar rote fir chodte fir lagate akhir bap

To bap hi hota hai


Allah ne farmaya mujhse milne mai itne takheer jab bulata tha aa jata mujhse milne ke liye akele mai to tu bhaga bhaga chala aata tha are aaj deedar karane bula raha hu to itni rakheer kyu hai moosa 


To arz karte hai muala teri nikah ka istiyakh to hai lekin ye chote bete ki muhabbat pair mai zanjeer dalti hai ki ab mere bad mera ye bachha yateem ho jayega chota hai uska ka kya hoga iski rozi roti ka kya hoga iske khane peene ka kya hoga to irshad hua moosa ab tak to takheer karrha tha bete ki bajah se ab ham thodi takheer karva dete hai jara bata de  tere bete ka kya hoga 


Irshad hua ye jo dariya hai tere samne asa mar hazrate moosa ne dariya mai asa mara or jab asa mara to dariya fhat gaya jab dariya fhata us dariya ki tah mai ek chota sa pathhar padha hua tha 


Allah ne farmaya aa moosa ab is pathhar mai asa mar hazrate moosa ne pathhar par asa mara to pathhar ke do tukde ho gaye us pathhar ke andar ek chota sa keedha tha us keedhe ke muh mai hare rang ka patta tha or bo patta char raha tha pathhar ke andar jaha hava nhi ja sakti usme keedha tha or keedhe ke muh mai patta tha or bo kha raha tha 


Hazrate moosa allha ki kurbat dekhke kurban hone ko ji chaha 


Irshad hua moosa jab samandar ki tah mai pathhar or pathhar ke andar keedha or jab keedhe ko rozi pahunchate

Hai to tera beta to insan hai ja  ham es keedhe ko nhi bholte to tere bete ko kaise bhool jayenge 

   Subhan allah 


Rozi ham dete hai banda agar allah ka vafadar ban jaye pathhar mai rozi deta

 hai lekin ham rozi ke peeche razak ko bhool gaye rozi ke liye dar dar bhagte bai lekin 20 menete Allah ki ibadat ke liye nhi nikalte 


To bhaiyo isse hame kya sekhne Mila ki allah bhoka

Jaga sakta hai par bhoka sulata nhi hai 



    Subhan Allah 


          Conclusion 

Pyare slami bhaiyo meri post pasand to plz cement karke bataye 

Aslam mualekum 

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Allah ke vali jo hazar sal se sajde mai hai allah ke vali ka vakya in hindi

Hazrat imam Ali ka Ilm chapter 2 ! Or unke waqya nk slamic post हज़रत इमाम अली का इल्म अध्याय 2

Hazrat Adam alehis salam as AS sur mout ke farishte as bibi hauwa in hindi