Ayat ul kursi kya hai or isko rozana padhne ki fazilaten kya kya hai hairan karne vali fazilaten in hindi
Aytal kursi ko padhne ki fazilaten or usko padhne ka sahi time or tarika ..........................................
Bismillahhirrahmannirheem
Aslam mualekum pyare slami bhaiyo aaj mai aapse bataunga kuran mazeed ki bahut hi badhiya ayat ke bare mai jisko ham ayat ul kursi ke nam se b jante hai ye ayat ul kursi ko padhne vala allah ke bahut hi kareeb hote hai
बिस्मिल्लाह हीर रहमानिर रहीम
- अल्लाहु ला इलाहा इल्लाहू
- अल हय्युल क़य्यूम अल्लाहु
- ला तअ’खुज़ुहू सिनतुव वला नौम
- लहू मा फिस सामावाति वमा फ़िल अर्ज़
- मन ज़ल लज़ी यश फ़ऊ इन्दहू इल्ला बि इजनिह
- यअलमु मा बैना अयदी हिम वमा खल्फहुम
- वला युहीतूना बिशय इम मिन इल्मिही इल्ला बिमा शा..अ
- वसिअ कुरसिय्यु हुस समावति वल अर्ज़
- वला यऊ दुहू हिफ्ज़ुहुमा
- वहुवल अलिय्युल अजीम
- BismillahHir Rahmanir Rahim
- Allahu la ilaha illahoo
- Al Hayyul Qayyum
- La ta'khuzhuu sintuvu vala naum
- Lu ma phis samvati vama fil arz
- Mana zal lazhi yash fau indhu illa izinih
- Yayalmu Ma Baina Ayadi Him Wama Khalphhum
- Vala yuhituna bishay im min ilmihi illa bima sha ..a
- Vasia Kursiyu Hus inclusion inclusion
- Vala Yau Duhu Hifuzhuma
- Wahooval Aliul Azeem
- अयातुल कुर्सी की फ़ज़ीलत
- Bismillahhirrahmannirheem
- To allah tabarak b taala aapke
- Sath 70 hazar fariste chhodh
- Denge or bo aapki har taraf hifazat karnge
- (2) jab aap ghar dekhil hote vaqt ayat ul kursi padhoge to apke ghar se muhtazi door ho
- Jayegi yani doosro ki muhtazi
- Jaise karz bagaira door ho jayega or aapke kam kaz mai b allah ke Rahmo karam insha allah khoob barkat hogi aap khud dhani yani maldar ban jayenge
- (3) or jab v vuju ayat ul kursi padhoge to 70 darzat buland kardiye jayenge aapke
- (4) rat ko sote vaqt paroge to ayat ul kursi ko fazilat se allah
- Sari rat aapki hifazat mai ek
- Farishta baita dega
- (5) subah fazar li farz namaz ke bad ayat ul kursi padhne se allah tabarak b taala aapka ek
- Ek pair janat mai or dosra pair
- Duniya mai hoga
- Baise es ayat ko kabhi b kahi b padh sakte hai eski fazilto ki koi ginti nhi hai jaise koi b achha kam karne se pahle ayat ul kursi padhne aadat dale jaisa ki maine usko padhne valo ko allah bahut pasand karta hau
- Main aap logo se uska ek vazifa bata raha hu jisko rozana karne se aapki har paresani jaise aapke kam kaz mai Barkat or aapke parivar par koi musibat na aayegi or suitani taqat sab aapse insha alla door rahengi
- To aaye suru karte hai
- Ayat ul kursi sander wazifa
- Pahle to aap ye janle ki wazifa poore din mai do bar karna hai
- Subah or sham
- To aaye suru karte hai pahle
- To aapko vazu karna hai uske bad aapko 3 marhaba
- Darode pak padhne hai darood shareef koi b ho sakti par jada bahtar droode
- Ibrahime hogi jo ham sab log namaz mai padhte hai
- 3 Darode shareef padhne ke bad 3 bar ayat ul kursi padhhe or fir aakhir mai 3 bar darode shareef padhe jo pahle padhe the
- Insha allah is wazife jo aap delly padhe har taqleef se nizat milegi insha allah
- Or mai ye darode shareef neeche de dunga
- Darode ibrahime in inglish

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें