Hazrat imam Ali ka Ilm chapter 2 ! Or unke waqya nk slamic post हज़रत इमाम अली का इल्म अध्याय 2
Hazrat imam Ali ka ilm chapter 2 हज़रत इमाम अली का इल्म अध्याय 2 Ek martaba ek sucks hazrate janabe Umar ki hidmat Mai hazir hua or bahut hi adab or ahtram se kahane laga ki aa janabe Umar Kya aaphi bo insan hai Jo Allah ki kitab or sunnate rasul ko baki sab musalmano se behtar jante hai To hazrate janabe Umar me kaha ki aa bandae khuda tum kahna Kya chahte ho to Bo sacks kahne laga aa janabe Umar Mai hazrate harune a.s.ki auladai se hu or hazrate moosa a.s.ke Bhai or jaan nasheen the Mera mazhab yahudiyat hai or Mai Islam qubul karna chahta hu lekin Mai Islam qubul karne se pahle Allah ke ahle rasule ke bashiyo jaan n se kuch sawalat b karna chahta hu aa janabe Umar agar aapne mere sawalo ke sahi sahi javabat de diye to fir Mai aapke nabi ke Deen ko qabool Kar lunga To hazrate janabe Umar ne kaha ke aa bandae khuda Mai bo insane nhi Jo Allah ki kitab or sunnate rasul ko baki sab musalmano se Jada janta ho Aa bandae khuda agar wakai Mai kuch punchna chahte ho to Rasulallah